Apne android Phone ko virus ko htana bahut hi jaroori hai, kyuki hacker hamesha kai naye virus bnakar aapki parsonal jaankari nikalne ki koshis karte rhte hai. lekin aap kuch aasan tareeke se apne mobile ke virus ko hta sakte hai.
Computer ki tarah mobile ke liye bhi kuch Antivirus apps aate hai. bahut si antivirus Apps aap Android play store par free me download kar sakte hai. kuch populer antivirus aur malware apps hai AVG, Avast.
Ye app aapke background me chal kar virus ko htane me madad karti hai un apps par bhi nazar rakhti hai jo aapke mobile ko kisi tarah ka nuksaan na ho .
Apne Mobile ko kuch samay ke baad scan bhi karte rahna jisse aapke android mobile me virus attack karne ka chance bhi kam rhta hain.
Google Android Play Store par jitne bhi apps h wo android mobile ke liye approved h, aapko sirf yahi se apps download karna chahiye.
Kahi aur se download kiye gye apps (APK) me virus ho sakta h jisse aapki parsonal information aur account ki jaankari ko hack (chura) kar sakta h.
Jab hum koi bhi app ko install karte hain to ek window me hame permission show karta h, ye permission apps ki dwara maangi jaati h.
jaise ki bahut se apps aapka camera access karne ki parmission maangte h kuch GPS, Flash ya parsonal info bhi maangta hain to kisi bhi app ko install karne se pahle in parmission ki list ko padhe, aur agar kuch bhi list me gadbadi lage to use install na kare
Facebook,Gmail jaisi Apps ko hum high-quality app kah sakte hain. aur kuch apps jaise ki wallpaper Downloding karne ki, aese apps low-quality ki hoti hain.
Ye apps jyadater bekaar companiya bnati hai, aesi companiyo ki apps me Adware ya virus bhi mojood ho sakte h. agar aapke mobile me low-quality apps h ya aesi app jiska aap daily use na karte hain to aap aesi app ko uninstall kar sakte hai. isse aapki memory ki space bhi badhegi aur battery ki bhi bachat hogi.
Aur apne friends ke saath chip (Memory Card SD) share karne se pahle bhi dekh le usme virus to nhi hain .
Aaj Kal virus se protect karna bahut hi jaroori hain. jisse aap apne Android mobile ko hang ya hack hone se bcha sakte hain.
Dhanyawaad...... :)
**Android Phomne ko Virus se bchane ke tarike**
Neeche diye gye kuch tarike se aap apne Mobile ko Virus free rakh sakte hai.Ek Accha Antivirus App Daale
Computer ki tarah mobile ke liye bhi kuch Antivirus apps aate hai. bahut si antivirus Apps aap Android play store par free me download kar sakte hai. kuch populer antivirus aur malware apps hai AVG, Avast.
Ye app aapke background me chal kar virus ko htane me madad karti hai un apps par bhi nazar rakhti hai jo aapke mobile ko kisi tarah ka nuksaan na ho .
Apne Mobile ko kuch samay ke baad scan bhi karte rahna jisse aapke android mobile me virus attack karne ka chance bhi kam rhta hain.
Apps Ko Sirf Play Store Se Hi Download Kare
Google Android Play Store par jitne bhi apps h wo android mobile ke liye approved h, aapko sirf yahi se apps download karna chahiye.
Kahi aur se download kiye gye apps (APK) me virus ho sakta h jisse aapki parsonal information aur account ki jaankari ko hack (chura) kar sakta h.
App Ki Permission Ko dhyan Se Padhe
Jab hum koi bhi app ko install karte hain to ek window me hame permission show karta h, ye permission apps ki dwara maangi jaati h.
jaise ki bahut se apps aapka camera access karne ki parmission maangte h kuch GPS, Flash ya parsonal info bhi maangta hain to kisi bhi app ko install karne se pahle in parmission ki list ko padhe, aur agar kuch bhi list me gadbadi lage to use install na kare
Low Quality Apps Ko Delete Kar De
Facebook,Gmail jaisi Apps ko hum high-quality app kah sakte hain. aur kuch apps jaise ki wallpaper Downloding karne ki, aese apps low-quality ki hoti hain.
Ye apps jyadater bekaar companiya bnati hai, aesi companiyo ki apps me Adware ya virus bhi mojood ho sakte h. agar aapke mobile me low-quality apps h ya aesi app jiska aap daily use na karte hain to aap aesi app ko uninstall kar sakte hai. isse aapki memory ki space bhi badhegi aur battery ki bhi bachat hogi.
Unknown Computer Ya Phone Se Sharing Naa Kare
Aap apne mobile ko Computer ya Laptop se connect karne se pahle ye confirm kar le ki kahi computer ya laptop me virus to nhi hain.Aur apne friends ke saath chip (Memory Card SD) share karne se pahle bhi dekh le usme virus to nhi hain .
Aaj Kal virus se protect karna bahut hi jaroori hain. jisse aap apne Android mobile ko hang ya hack hone se bcha sakte hain.
Daily update paane ke liye aap hamare Facebook Page ko jaroor like kare
Dhanyawaad...... :)
0 comments:
Post a Comment