Hello Friends...
Internet ek aesa samunder hain jisse kabhi koi poora gota nhi lga sakte. Jitne hum iske ander jaate hain ye utna hi ghra hota rhta h
Mera maksad rhta hain ki me har kisi ki help kar saku lekin me kya karu I Have No Enough Time.
To chaliye jyada baate na karte huye apne topic par aate hain
Mera maksad rhta hain ki me har kisi ki help kar saku lekin me kya karu I Have No Enough Time.
To chaliye jyada baate na karte huye apne topic par aate hain
Kaise Free call kare Mobile ya landline par poori Duniya me kahi bhi
Free call karne ke liye sabse pahle aapko in website par jaana hoga
AAp soch rhe honge ki ye do website kyu ?
To me aapko bta du ki ye dono website same work karti hain
FREE CALL KAISE KARE
Sabse pahle aap in dono website me se kisi ek ko open kare.
Website open hone ke baad aapko wo dailer number dikhega usme aapko wo number daalna h jis par aap call karna chahte ho. Number daalne ke bagal me aapko country code select karna padega ( India ka code 91 hain )
1- call2friends.com ( example pic )
2- ievaphone.com ( example pic )
Is tarah ke dialer dikhenge aapko....
aap chahe to mobile ya computer ki madad se bhi free calling kar sakte h bus aapke paas net connection (High Speed) hona chhaiye nhi to aawaj theek se nhi aayegi
Note:- aap ek din me sirf 1 baar hi call kar skte h
Free calling ka time unlimited nhi hain. Iska time country ke hisaab se alag alag hota hain. India ka time 2 min hain .
0 comments:
Post a Comment